Tujhse Door Rasta Ho Gaya (Dil Kya Banaya Rab Ne) Lyrics

jab todna hi tha sabne dil kyun banaya rab ne jab todna hi tha sabne dil kyun banaya rab ne koi na mila jiska dil tuta hi na ho is jag me koi na mila jiska dil tuta hi na ho is jag me tujhse dur rasta ho gaya to safar hi saza ho gaya lamhon se kya shikayat kare hum waqt hi khafa ho gaya kisko bataye ab kise samjhaye dard dilon ke ab kiski dikhaye samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan dil ne to ye chaha nahi fir kisne hai di manjuriya samjhne na koi majburiya milne lagi hain jo duriyan dil ne to ye chaha nahi fir kisne hai di manjuriya jaaniya tu aayi to jiye tu gayi to gaye jaan se jaaniya barsane lage aansu aankhon ke aasmaan se aankhon ke aasmaan se rulana hi tha agar khuda fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan jo bhi mera humsaya tha rulana hi tha agar khuda fir kyun mujhe hasaya tha chhin liya tune yahan jo bhi mera humsaya tha jaaniya fir milenge kabhi in raahon me kisi mod pe jaaniya dil jaane laga in dhadakano ko ab chhod ke dhadakano ko ab chhod ke jab todna hi tha sabne dil kyun banaya rab ne koi na mila jiska dil tuta hi na ho jag me koi na mila jiska dil tuta hi na ho jag me tujhse dur rasta ho gaya to safar hi saza ho gaya