Jo Hua Woh Kyun Hua Lyrics

jo hua wo kyun hua aisi na maangi thi dua rahna chahe ik jagah phir bhi hain hum yu juda jo hua wo kyun hua aisi na maangi thi dua rahna chahe ek jagah phir bhi hain hum yu juda tujhko main chahu apna bana lu apni alag duniya tujhme basa lu tujhko main chahu apna bana lu apni alag duniya tujhme basa lu mere wado ko bas labj na samjhna meri yaado ko tum sanjo ke rakhna tu mil jayegi mujhe to phir na puchunga main ye jo hua wo kyu hua aisi na maangi thi dua rahna chahe ek jagah phir bhi hain hum yu juda mujhko jaise mil gayi thi jannat tujhse hi sikha maine kya hai mohabbat mujhko jaise mil gayi thi jannat tujhse hi sikha maine kya hai mohabbat meri zindagi mein jaise teri kami hai sochu main ab bhi aise tu meri hai tu jo hogi mere pass to phir na puchhunga main ye jo hua wo kyun hua aisi na maangi thi dua rahna chahe ek jagah phir bhi hain hum yu juda pyar mera hai kaafi dono ke liye rab se bhi main lad jaau sirf tere liye tu jo hogi mere pass to phir na puchhunga main ye jo hua wo kyun hua aisi na maangi thi dua rahna chahe ek jagah phir bhi hain hum yu juda