Ishqa Lyrics
?ishqa ishqa badmaash kare ishqa ishqa ishqa jag se na dare ishqa dil ki chori hai kaam yahi iska ishqa ishqa badmaash kare ishqa zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja hontho se kuch na karna, aankho se kuch bhi kar ja ha zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja hontho se kuch na karna, aankho se kuch bhi kar ja kar ja kuch bhi kar ja pal do pal ki sharafat hai, baaki bigdi si aadat hai bachke rehna zara humse, jahaan humse salamat hai pal do pal ki sharafat hai, baaki bigdi si aadat hai bachke rehna zara humse, jahaan humse salamat hai zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja hontho se kuch na karna, aankho se kuch bhi kar ja ha zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja hontho se kuch na karna, aankho se kuch bhi kar ja kar ja aankho se kuch bhi kar ja, kar ja kuch bhi kar ja kar ja aankho se kuch bhi kar ja, kar ja kuch bhi kar ja