Teri Adaa Teri Nazar Lyrics
?teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar deewano jaisa kyu, hai haal mera jawab tu meri, sawal main tera teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar tu hi meri khwahisho ki shuruvat hai tu hi mere khwabo ki kaynat hai tu hai amanat meri sanso ki tu hai jarurat mere baho ki ab aa bhi ja, yu na sata ab aa bhi ja, tu na sata teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar deewano jaisa kyu, hai haal mera jawab main teri, sawal tu mera teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar chahati hu jyada tujhe apni jaan se puchhna hai to puchh le tu jahan se tu hi wajah hai mere jeene ki tu hi dhadkane hai mere seene ki tu jaan le, ye maan le tu jaan le, ye maan le teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar deewano jaisa kyu, hai haal mera jawab tu meri, sawal main tera teri ada teri najar, ka ye hua hai asar chahu tujhe mangu tujhe, khuda se shamo sehar