Tumhari Chahat Lyrics

tunhari chahat ka silsila tunhari chahat ka silsila, hamari chahat sawar dega sawar dega, sawar dega, sawar dega basa le mujhko tu dhadkano me basa le mujhko tu dhadkano me ye apni sanse sawar dega sawar dega, sawar dega, sawar dega na jane kaisi bekarari, tumhe mila to karar aaya tumhe mila to karar aaya bahak gaya mai apni rahe, tumhe jo paya to pyar aaya tumhe jo paya to pyar aaya sahejoge agar in chahato ko tum sahejoge agar in chahato ko tum ye hamko sachmuch me bahar dega bahar dega, bahar dega, sawar dega, sawar dega rahoge agar tum bhi humsafar se ye dil diwana sada rahega ye dil diwana sada rahega parinda ye tumhari chahat me mohabbato ka aasma chhuyega mohabbato ka aasma chhuyega hai kitni lambi ye jindgani hai kitni lambi ye jindgani tumhara saya karar dega karar dega, sawar dega, sawar dega