Dhuaan Hai Dhuaan Zindagi Lyrics
dhuaan hai dhuaan zindagi ik khwab jal gaya taara jo chamka tha kal andhero me ghul gaya raat andheri andheri rahi ik subah mili thi kahin kho gayi baat adhuri adhuri rahi main jaha se chali thi wahi hu khadi kya gazab ka ye khel khela waqt ye kya kar gaya khwaab banke aaya tha tu yaad banke reh gaya in andheri galiyo ka ab dikhta na koi sira toot ke tu gir gaya, ik tu sitara tha mera roshni murjha gayi, ummide khumla gayi raat andheri andheri rahin ik subah mili thi kahin kho gayi baat adhuri adhuri rahi main jaha se chali thi wahi hu khadi kya gazab ka ye khel khela waqt ye kya kar gaya khwaab banke aaya tha tu yaad banke reh gaya