Tu Milaa Sab Lyrics

tu jo mere paas hai to har pal khaas hai mere har dard ka tujhe hi ehsaas hai tu jo mere paas hai to har pal khaas hai mere har dard ka tujhe hi ehsaas hai rab ki tujh mein hai parchhai rab ki tujh mein hai parchhai ishq ka tu hai khuda ishq ka tu hai khuda tu mila sab kuch mila ab aur kuch na chahiye tu mila sab kuch mila ab aur kuch na chahiye khwabon mein dekha tha yaadon mein rehta tha shokhi teri teri haseen adaao ka sama khwabon mein dekha tha yaadon mein rehta tha shokhi teri teri haseen adaao ka sama tu hi meri zindagi hai tu hi meri zindagi hai zindagi ka rehnuma zindagi ka rehnuma tu mila sab kuch mila ab aur kuch na chahiye tu mila sab kuch mila ab aur kuch na chahiye