Dil Ka Fasana Lyrics

ye gaana nahi hai, ye hai mere tute dil ka fasana lo suno ke zindagi ne mujhse kya kya chhina ye gaana nahi hai, ye hai mere tute dil ka fasana lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina jisko chaha dilse, usne hi dil se khela sath jiska tha usine kiya akela jiske khatir maine gam ko haske jhela usne hi mujhe rula diya, deke gam ka rela jabse hai dil mera tuta, tabse shuru hai ye pine lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina vakt ka darya, chal raha tha sath mere ab hu akela, koi mera sath de de zindagi hai itni, tanha kaise batau koi aaye hatho me, fir se hath le le pyar ke bina ye, jeena bhi kya jeena lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina