Intehan Ho Gayi Lyrics
inteha ho gayi intezaar ki, aayi na kuchh khabar mere yaar ki inteha ho gayi intezaar ki, aayi na kuchh khabar mere yaar ki ye hame hai yakin bewfa woh nahi phir wajah kya hui intezar ki inteha ho gayi intezaar ki dil ne mujhse jo kaha hai pahle na kaha kabhi kisi ne dil ko tumse kehna tha jo kehna hai wo dil ko is ghadi me tanha hai ye raat aur tham si gayi hai meri saanse aa gayi jo tu yaha to dil ye mera kuch na aur chahe aa bhi jaao dilruba, yu to na sata inteha ho gayi intezaar ki, intezaar ki baat jo hai usme baat wo yaha kahi nahi kisi me wo hai meri, bas hai meri shor hai yahi gali gali me saath saath hai wo mere gham me mere dil ki har khushi me zindagi me wo nahi to kuchh nahi hai meri zindagi me bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki inteha ho gayi intezaar ki, intezaar ki, intezaar ki