Mainne Kyaa Ji, Oye Ki Gal Hai Lyrics
maine kya ji, oy ki gal hai, koyi nahi ji koyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi teri aankho se lagta hai tu kal raat ko soyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi nind hai kya kaun si chiz jo maine tere pyar me khoyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi gal ka matlab baat gal ka matlab baat bich na baat nahi koyi aisi dil ki aag bujhaaye jo barasaat nahi koyi aisi ji bhar ke ham mile ho jab mulaaqaat nahi koyi aisi jab mai saari raat na jaagi raat nahi koi aisi are ye to meri himmat hai are ye to meri himmat hai mai tadapi jaagi royi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi ik ham aaj akele us pe mausam ye mastana jaag utha dil me shaayad dard koyi purana tu jo kuchh bhi aaj kahegi hoga ik bahana mai tujhko chhedunga varna chhod de ye sharmaana dekhne-sunane vaala haan dekhne-sunane vaala duja aur yahaan par koyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi teri aankho se lagta hai tu kal raat ko soyi nahi nind hai kya kaun si chiz jo maine tere pyar me khoyi nahi ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi