Mehbooba Lyrics

afwaah afwaah yeh udne lagi afwaah mai hu inki hai shor khamakha jhoothe aashiq aur jhoothi hai charcha bolein kuchh bhi hai mujhko nahi parwah wanna love me, wanna wanna love me wanna wanna love me, wanna wanna love me wanna wanna love me o meri mehbooba, na na na o meri mehbooba, na na na firdaus dil behosh dil tere ishq mein duba o meri mehbooba mehbooba mehbooba meri meri meri mehbuba teri teri teri aankhon me duba tu gehra samundar hai ya hai ajooba mai mar hi naa jaaun naa uthoon mai subah na kar mere dil ke tu tukde na taal tu bol ke fukrey dekho bas itni hai baat launda smart hai bas thodi aadatein kharab hai bigdi bigdi badmashiyan inki mashhur kitni ayyashiyan inki mere peechhe barbaad rehte hai keh du inse yehi baat kehte hai wanna love me, wanna wanna love me wanna wanna love me, wanna wanna love me wanna wanna love me meri mehbooba mehbooba mehbooba tujhe jana hai to jaa teri marzi mera kya o meri mehbooba firdaus dil behosh dil tere ishq mein duba main nahi mehbooba nahi teri mehbooba tujhe jana hai to ja teri marzi mera kya sunke maza hai na aata waise aise na main kisi ko patata aise aashiqon ko kaun satata jaana hai to ja tujhe bye bye ta ta