Tera Chehra (Gst-galti-sirf-tumhari-2017) Lyrics

tera chehara khuda ne noor se paida kiya tera chehara khuda ne noor se paida kiya sitaro ko phalak se tod ke bikhra diya tera chehara khuda ne noor se paida kiya tera chehara khuda ne noor se paida kiya taro taza banawat hai mohabbat ki likhawat hai teri jo muskurahat hai nazakat me shrarat hai teri masumiyat ne chand ko sharma diya tera chehara khuda ne noor se paida kiya tera chehara khuda ne noor se paida kiya teri zulfon ki ye khushbu har ek lamha kare jaadu yaha hai tu waha hai tu jaha dekhun hai tu hi tu fizaon ne tumhare jism ko bosa diya tera chehara khuda ne noor se paida kiya tera chehara khuda ne noor se paida kiya na re ne na ne