Iss Tarah Lyrics

ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata ye shehar meri ulfat ka wo shehar teri gaflat ka tu raat ka suraj hai mujhe jagna nahi aata mujhe jagna nahi aata tujhe ghuroobna nahi aata mujhe jagna nahi aata tujhe ghuroobna nahi aata tere mere tare mile mile na re chhat to hai chhat se judi o chand bhi chhup jaye hatho me na aaye khidkiyan to hai khuli o is tarah hum ghalat hum ghalat hum sahi har jagah har taraf har tarah hain hum hi ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata tu ret si haathon se aisi phishal jaati hai mujhe rokna nahi aata tujhe theharna nahi aata tu sarphiri hawaaon mein phirki si kyun phiri jaaye mujhe bandhna nahi aata tujhe thamna nahi aata o teri meri rahein mile mile na re takreyengi toh kabhi raste bhatak jaye galiyan badal jayein badlenge dil na kabhi o iss tarah hum ghalat hum ghalat hum sahi har jagah har taraf har tarah hain hum hi ye ishq nahin hai aasan itna to samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata ye ishq nahin hai aasaan itna to samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata