Alvida Alvida To Nahin Lyrics
alvida alvida to nahi alvida alvida to nahi jism se jaan juda to nahi alvida alvida toh nahi jism se jaan juda toh nahi rooh mein bah raha hai tu rooh mein bah raha hai tu ae kahin tu khuda toh nahin alvida alvida toh nahin koi roshni si hai ya koi khushboo hai mere tan badan mein hai kaun main ya tu hai jaaniya ve ek chhota sa mera zindagi se gila hai aisa mukhtasar kyun dil ka silsila hai sach bata sab khala toh nahi jism se jaan juda toh nahi rooh mein bah raha hai tu rooh mein bah raha hai tu ae kahin tu khuda toh nahin