Zaroori Bewakoofi Lyrics
ek baar ki baat thi ek dum fizool ki parinda ik suljha tha patang se uljha tha ulta wo pulta wo mohabbat se phisla woh gir kar sambhal kar wo khoya khoya sa hans kar wo akhiyon ki masti me jo dastan ye jhalakti hai dikhti hai chhupti hai haule se bulati hai kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si baith kar wo sochta hai parinda tha jo hamara dagmaga chuka tha phir irada hichkichaya sawalon se door jawabon se door us ehsaas ke pass jo khud me-khud me bhar-poor lagti bas khud ki par hai wo ab sabki ik rangon ki toli aabaad aur azaad aisi kamal ki yeh sapnon ki jholi kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si phir maqsad bhi muskuraya aur uska waqt bhi palat aaya ik phasne phasane ka fasana ab gudgudaya soch se uchhla wo atrangi parinda wo koshish ko poori karna tha us falak ko jhatakna tha tasveerein ummeedon ki soyi huyi un khwaabon ki jhank kar nazar aayein jo lagatar wo pukar kar mil jayein kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si kahani atrangi si paheli anokhi si thodi adhoori si zaroori bewakoofi si