Tafreeh Lyrics
kahi pe dil ke kone me butto hai ik nadani ka daba daba daba jo lamha leke aaya hai bubble-gum ik shaitani ka chaba chaba chaba jaha saste me milti ho khushi ka wo thikhana hai kaha kaha kaha teri hi naak ke niche khushi maujud hai pagle yahan yahan yahan to chal zara jee le na khulke tu tu kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih ladakpan ko kal ki khatir mat petrol ki tarah bacha bacha bacha chhidak de aaj pe sara beparwah hungama macha macha macha thahake zor ke mare zamane ko latifa wo suna suna suna bate jab char yaron me maza badhta hai utni hi guna guna guna to chal zara jee le na khulke tu tu kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih yaha to chal zara jee le na khulke tu tu kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih