Teri Dastaan Lyrics

khwabon ki nagri haqeeqat banane jo ae dil ek din ka ye qissa nahi khud ke hone ki paheli suljhane jo ae dil ek din ka ye qissa nahi qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan itni suhani bana ho na purani teri dastan ham to na kehte andhera kehta jugnu mein rehta ek tara rehta ham to na kehte andhera kehta jugnu mein rehta ek tara rehta aansu moti ghar chuna khamiyan khaa se samjho na itni suhani bana ho na purani teri dastan sun lo na ghaltiyon ka hai kehna nadaniyon me tajurba betha jazbaton ki baton me na aana jazbati nazron ko dikhta dhundla aansu moti gharchuna khamiyan kha se samjho na itni suhani bana ho na purani teri dastan chanda tak pakka sa rasta banana jo ae dil ek din ka ye qissa nahi bandh baanhon ko hai khulna sikhana jo ae dil ek din ka ye qissa nahi ho naa puraani teri dastan