Na Chah Ke Bhi Na Jane Kyu Tera Ho Gya Lyrics
mana kiya tha labon ko apne ke naam tera le na kabhi roka bahut ke ye chehra tera khwabon ko apne de na kabhi kuch nahi hai pehle jaisa aaj kal sab naya hai kuch alag sa lag raha hai ye jo hai silsila na chah ke bhi na jane kyun tera ho gaya na chah ke bhi na jane kyun tera ho gaya thoda thoda karte dekho sare huve tumhare hum mithe mithe hone lage pehle to haan the khare hum mai kora sa kagaz jiski syahi tu hi padhte hai sab mujhko aao tum bhi padho na kabhi hota na tha jane kyun ho gaya na chah ke bhi na jane kyun tera ho gaya