Manzur-e-khudaa Lyrics
ik hath me chingariya ik hath me saaz hai hansne ki hai aadat hume har gam pe bhi naz hai aaj apne tamashe pe mehfil ko karke rahenge fida jab talak na kare jism se jaan hogi nahi ye juda manzur-e-khuda manzur-e-khuda anjaam hoga humara jo hai manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda tute sitaron se roshan hua hai nur-e-khuda ho char din ki ghulami jism ki hai salami ruh to muddaton se aazad hai ho hum nahi hai yaha ke rehne wale jahan ke wo sheher aasman me aabad hai ho khilte hi ujadna hai milte hi bichhadna hai apni to kahani hai ye kagaz ke shikare me dariya se guzarna hai aisi zindagani hai ye zindagani ka humpe jo hai karz kar ke rahenge ada jab talak na kare jism se jaan manzur-e-khuda manzur-e-khuda anjaam hoga humara jo hai manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda manzur-e-khuda tute sitaron se roshan hua hai nur-e-khuda baba lauta de mohey gudiya mori angana ka jhulna bhi imli ki daar wali muniya mori chandi ka painjna bhi