Kyun Rabba Lyrics

dil hanste hanste ro pada dard aansuo mein hai bada dil haste haste ro pada dard aansuon mein hai bada tooti sab se hai yaari main to zindagi se haari gayi sanso ko dukha ke kahan pe ye hawa kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya ve dhadkane ke liye dhadkano mein kuch na bacha kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya dhadkane ki liye dhadkano mein kuch na bacha khud ka wajood kho gaya saya bhi paraya ho gaya dekha hai tujhko kahi pe bole mera aaina khud ka wajood kho gaya saya bhi paraya ho gaya dekha hai tujhko kahi pe bole mera aaina khud ko na pahchanu pata khud ka na janu jaun main ab kaha pe dikhe na rashta kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya dhadkane ki liye dhadkano mein kuch na bacha kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya dhadkane ki liye dhadkano mein kuch na bacha dil ka naseeb tha bura jo socha tha wo na hua dur se jo laga samundar tha wo manjar rait ka dil ka naseeb tha bura jo socha tha woh na hua dur se jo laga samundar tha wo manjar rait ka dhokha de gayi takdeeri jhoothi nikli lakeere karu kispe yakeen ye samjh mein aaye na kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya dhadkane ki liye dhadkano mein kuch na bacha kyun rabba is qadar todeya ve ke ik tukda na chhodeya dhadkane ki liye dhadkano mein kuch na bacha