Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics

baho me pehli baar aaya tha tu jinse anjan tha wo sare jazbat laya tha tu muskano me teri lipti thi saugate hontho pe khamoshi aankho me hazar bate virane me bahar laya tha tu baho mein pehli baar aaya tha tu kal ki hi baat hai kal ki hi baat hai kal ki hi baat hai honge mere achhe karam jinka sila yu mila kabil tere tha mai nahi phir bhi mujhe tu mila tere aage lagte hai bemane sab nate jis tarah suraj ke tewaz me tamam rate kaha se itna pyar laya tha tu baho mei pehli baar aaya tha tu kal ki hi baat hai kal ki hi baat hai kal ki hi baat hai