Vande Maataram Lyrics
har kadam watan mere naaz hai tera har kadam watan mere naaz hai tera aazaad mai hu aur vatan aazaad hai mera har kadam watan mere naaz hai tera har kadam vatan mere naaz hai tera aazaad mai hu aur watan aazad hai mera vande mataram hawaye keh rahi apno ki dastan aise na milo humko ye gulsitan hawaye keh rahi apno ki dastan aise na milo humko ye gulsitan sarhado pe kitne hi shaheedo ke lahu bahe sarhadon pe kitne hi shaheedo ke lahu bahe unki ye kurbaniya yaad hume bhi rahe unki ye kurbaniya yaad hume bhi rahe unke jaise udne ka andaaz hai zara aazaad mai hu aur vatan aazaad hai mera andaaz hai zara aazaad mai hu aur watan aazad hai mera vande mataram sarfaroshi ko chale hai bandh ke kafan dushmano ko karne unki mitti me dafan ab jo hamari taraf badhe koi kadam itihaas se mita denge buniyad unki hum marke bhi mitne na de marke bhi mitne na de tirange ki ye shaan hindustan tere liye de denge apni jaan vande mataram sujalam sufalam mataram vande mataram malayaja shitalam mataram vande mataram