Taare Gin Lyrics

jasbe hua hai ye acha sa lagta hai dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai ishq rago mein jo behta rahe jake kano mein chupke se kehta rahe tare gin tare gin soye bin sare gin ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye jasbe hua hai ye acha sa lagta hai dil ho gaya fir se bacha sa lagta hai ishq rago mein jo behta rahe jake kano mein chupke se kehta rahe tare gin tare gin soye bin sare gin ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye roko ise jitna mehsus ho ye utna dard zara sa hai thoda dawa sa hai ismein hai jo taira wo hi to duba hai dhokha zara sa hai thoda wafa sa hai ye wada hai ya irada hai kabhi ye zyada hai kabhi ye aadha hai tare gin tare gin soye bin sare gin ek hasin maza hai maza hai ya saza hai ye