Ke Ankhiyaan Baras Baras Jaaye Lyrics

unki yeh nazar jo nazar se mili main pighalata raha usme hi kahin main khuda se haan khuda se kahoon tu mera tu mera haan ke akhiyan baras baras jaayein naina taras taras jaayein mohe daras dikha jaa re piya re ke akhiyan baras baras jaayein naina taras taras jaayein mohe daras dikha jaa re piya re khone laga main is tarah aisa asar tera hua yeh dil pe chale tera hi zor tu kheenche chalun main teri aur tera hua main sabko chhod yeh mera ishq nahi kamzor unse bepanah jo mohabbat huyi main pighalata raha usme hi kahin main khuda se haan khuda se kahoon tu mera tu mera haan ke akhiyan baras baras jaayein naina taras taras jaayein mohe daras dikha jaa re piya re ke akhiyan baras baras jaayein naina taras taras jaayein mohe daras dikha jaa re piya re