Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye Lyrics
hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne aasu diye hai use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna jisne jine ke sahare chhin liye hai use maaf kabhi naa karna badle ki aag tan man ko jalaye hum sab ko rulaye na rakhana ise dil mein dabaye yaad apne ko aaye bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo jis papi jis papi sitam din raat kiye hai use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai use maf kabhi na karna koi pap kabhi na karna use maf kabhi na karna aao mai banadu tumhe sacha sipahi thoda jaldi banao desh ka ho bacha bacha sipahi hame ladna sikhado kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena phulo jaise dil o phulo jaise dil jisne kato se siye hai use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna dunia me sab ban jaye jo aise ban jaye jo aise dekhe burai fir rahti hai kaise fir rahti hai kaise waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage kal ki khushiya ho kal ki khushiya to sari tumhare liye hai koi pap kabhi na karna koi pap kabhi na karna use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna