Mai To Sapne Sanwar Kar Baithi Lyrics
main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi han main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi ho meri itni si bhul jise karti kabul ek budhu se pyar kar baithi main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi kaise bedardi se ye naina laage main paas aau to vo dur bhage chup na rahun main bhi kuchh bhi na bole ankhiyan milaye na munh khole mar gai main to mar gai main to haye ram bairvalo se pyar kar baithi duniyan ko diwar kar baithi ho meri itni si bhul jise karti kabul ek budhu se pyar kar baithi main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi vaise inhe mujhse nafrat nahi hai magar pyar karne ki fursat nahi hai shiva pyar ke kuchh bhi aata nahi hai jatana magar inko aata nahi hai mar gai main to mar gai main to haye ram main to vade hajar kar baithi saiyan kaise ye haar kar baithi ho meri itni si bhul jise karti kabul ek budhu se pyar kar baithi main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi najuk si gudiya main thunthe milun na bina tere bagiya ke main to khilun na main hun yahan aur badal hai chhaye magar baat iski samjh mein na aaye mar gai main to mar gai main to haye ram main to bindiyan nisar kar tikhi kajre ki dhar kar baithi ho meri itni si bhul jise karti kabul ek budhu se pyar kar baithi main to sapne swaar kar baithi dil apna nisar kar baithi