Aa Aaungi Mai Aaungi Lyrics

aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaungi main aaungi aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi aaungi main aaungi jab raat ka parda gir jayega gahra sannata chhayega band kiwad khulega apne aap, diya jal jayega tab main aaungi aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi aaungi main aaungi jab jab sajaoge, koi mehfil bahar me jab jab sajaoge, koi mehfil bahar me chhedoge saaz mere intzaar me ghunghru chhnak se jayenge jab leke mera naam tab chupke chupke main bhi, jara gungunaungi aaungi aaungi main aaungi tum raho kahin bhi, aaungi main aaungi