Ye Aaj Ka Bharat Hai Lyrics

khushali hai aur man hai har dil me mehnat ki lagan hai sari dharti jaise chaman hai, jaise chaman hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai o aa o aa o aa o aa oye kal si kami anaj di aur ae halat hai aaj di rakhne ko godam nahi mahangai ka kahin naam nahi aur pahle jaise daam nahi kaale dhandhe chor bazari bhul gaye sare vyapari hansi khushi ka raaj hai hansi khushi ka raaj hai sar pe tiranga taaj hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai hey ji re hey baji shahnayi nirdhan ki beti bin dahej ki bayahi gayi beghar garibo ko ghar mil gaye har gaanv me bijli layi gayi kal tak the wo bhumi hin aaj hai unki apni jamin bekaro ko mile hai kaam majduro ke bade hai daam kitne majbur logo ki gardan se karz ki faansi hatayi gayi hans khushi ka raaj hai hansi khushi ka raaj hai sar pe tiranga taaj hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai ye aaj ka bharat hai o sathi aaj ka bharat hai aayi ko jaan gaya ab sara sansar bacche kam khushal gharana hadtale aur dange fasad rahe na ab janta ko yaad mel milap aur samjhote huye padosi mulko se bees sutar hai bees hathiyar jinse hua hai beda paar ek saal me huye ye kaam uncha hua sarkar ka naam uncha hua sarkar ka naam ye aaj ka bharat, ye aaj ka bharat ye aaj ka bharat, ye aaj ka bharat ye aaj ka bharat, ye aaj ka bharat