Jo Bujhe Naa Kabhi Lyrics
jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi jo mite na kabhi aisa dag lagaungi jo mite na kabhi aisa dag lagaungi jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi kaun hun main abhi tu nahi janta kaun hun main abhi tu nahi janta nam se mere lakho ka dil kanpata mera mara to pani nahi mangta main lahu se tere apni mang sajaungi main lahu se tere apni mang sajaungi ju bujhe na kabhi aisi aag lagaungi janati hun bada ba ka chhaila hai tu janati hun bada ba ka chhaila hai tu tan ka ujala sahi man ka maila hai tu kya khabar kitni jano se khela hai tu aaj apna tujhe me khilona banaungi jo mita na kabhi aisa dag lagaungi