Tum Aaye Zindagee Me Lyrics
tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah baaten rahi adhuri bichhadna pada hume baaten rahi adhuri bichhadna pada hume tha ye bhi itifaaq mulakat ki tarah shanaai ke suron mein tha matam ka shor kyun shanaai ke suron mein tha matam ka shor kyun sapne to aaye neend mein barat ki tarah hum bhi to muntazir hai ke kuch jindagi mile hum bhi to muntazir hai ke kuch jindagi mile aao hamare dil mein bhi zazbaat ki tarah ye to kaho ke ae dil kiya tha rahenge sath ye to kaho ke ae dil kiya tha rahenge sath ab kyu badal hi jate ho halat ki tarah tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah tum aaye jindagi mein to barsat ki tarah