Ab To Insaan Ko Lyrics

ab to insan ko insan banaya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ab to insan ko sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain sharir ke julm yahan har kisi ka chehra hain kiska insaaf yahan kisse karaya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye ab to insan ko rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain rahnuma khud ko sabhi paak saaf kahte hain aaina kisko yahan kaise dikhaya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye ab to insan ko log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain log chhip chhip ke yahan roz bika karte hain shart hai mol ko chupke se bataya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye ab to insan ko insan banaya jaye ya koi aur hi bhagwaan banaya jaye ab to insan ko