Ye To Allah Ko Khabar Lyrics

bhatakte dekhe hai lakho mulla karodo pandit hazaro siyane jo khub socha samjh me aya khuda ki baate khuda hi jaane aake duniya me basar kaam karna hai jokar aake duniya me basar kaam karna hai jo kar saaf niyat hai agar fir na anjaam se dar jaane padti hai kidhar uski rahmat ki nazar jaane padti hai kidhar uski rahmat ki nazar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar dekhte dekhte kyu khel bigard jaate hai dekhte dekhte kyu khel bigard jaate hai kyu baharo me bhare baag ujad jaate hai pyar se pala jinhe apna lahu de de kar usi daali se vo hi phul bichhad jaate hai kisi jaalim ka base kisi jaalim ka base lute majlum ka ghar lute majlum ka ghar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar vo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai vo jo chahe to bura waqt bhi tal sakta hai vo hi kismat ki lakiro ko badal sakta hai jaat par uski bharosa hai to bande ek din raat ke sine se suraj bhi nikal sakta hai aadmi ko kya khabar aadmi ko kya khabar uski manjil hai kidhar aadmi ko kya khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar jaane kis bhesh me kis mod pe wo mil jaaye jaane kis bhesh me kis mod pe wo mil jaaye teri ummid ki har ek kali khil jaaye dil se nikli hui fariyaad me wo taakat hai wo jo sun le to pahado ka dil bhi hil sakta hai mangte rahna duaa mangte rahna duaa hoga kis waqt asar hoga kis waqt asar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar julm ki aag me jalim ko jalaya usne julm ki aag me jalim ko jalaya usne ek majbur ka ghar fir se basaya usne naam leta hua uska jo sawali aaye uske darbaar se hargiz na wo khali jaaye uske ghar der sahi uske ghar der sahi nahi andher magar jane padti hai kidhar uski rahmat ki nazar uski rahmat ki nazar ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar ye to allah ko khabar ye to maula ko khaba ye to allah ko khabar ye to maula ko khabar