Khushboo Ban Tohare Lyrics

khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun tori choukhat pe bite umriya tori choukhat pe bite umriya unchi atriya reshmi chunriya chahun na kuchh bhi sawariya khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun tu hai nagina agunthi mein jadaungi fulva tu mera hai jude mein lagaungi salma sitara hai mang mein sajaungi tu hai najara mera aankhon mein chhupaungi chahun na tose nachaniya khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun tori choukhat pe bite umriya tori choukhat pe bite umriya unchi atriya reshmi chunriya chahu na kuchh bhi sawariya khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun tere naam ki mehandi hantho mein rachaungi tujhko pyar ke sej pe main sulaungi tan man se apne main tujhko rijhaungi jame mohabbat main hontho se pilaungi tujhpe ye jannat lutaungi khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun tori choukhat pe bite umriya tori choukhat pe bite umriya unchi atriya reshmi chunriya chahun na kuchh bhi sawariya khushbu ban khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun khushbu ban tohare aangan mein mahakun