Are Kya Kahiye Bhagwan Se, Ye Dono To Darte Hai Lyrics
are kya kahiye insan se are kya kahiye bhagwan se ye dono to darte hai darte hai aji darte hai ye dono se darte hai dhanwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se ye dono se darte hai dhanwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se jab jab bhakt bulate hai tab tab bhagwan aate hai jab jab bhakt bulate hai tab tab bhagwan aate hai lekin wo bhi kabhi kabhi kuch vipada me pad jate hai ram rahe chup dur khade fir rawan se kaun lade kaun bachaye nirbal ko kaun bachaye nirbal ko balwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se kya kahiye insan se kya kahiye bhagwan se he are apno se muh mod ke apne man ko tod ke kaun se desh chale bhaiya ye ghar ye gaw chhod ke jan yaha bhi jayegi are jan yaha bhi jayegi jan waha bhi jayengi bhag rahe ho bujdil kyu bhag rahe ho bujdil kyu maidan se maidan se maidan se ye soye insa jab uthe bnkar lahrate nag uthe ab inke kadam ruk sakte nahi kat sakte hai jhuk sakte nahi kitne takatwar dekh hai ye phle ye alag ab ek hai ye ye wapas laut ke aayenge fir tujhko sabak sikhlayenge ab jiwan ek sangram bana ye geeta ka pagam bana pandaw ne krishna ka nam liya arjun ne dhanush ko tham liya ab ye roka na jayega ab ye wapas na aayega nikal pada hai ab ye teer kaman se