Jana Kahan Jaoon Kahan Lyrics
honi jab jindagi ko sholo me bhejde
honi jab jindagi ko sholo me bhejde
halka hawa ka jhoka tinke bikher de
koi banaye kya aashiya
tuhi banaya kya aashiya
dusman nasib apna
dusman hai ye jaha
jana kaha jau kaha
jau kaha jau kaha jau kaha