Roz Roz Dali Dali Kya Likh Jaye Bhanvara Lyrics

roz roz dali dali kya likh jaye bhavra bavara, bavara roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara kaliyo ke naam koi likhe paigam koi kaliyo ke naam koi likhe paigam koi bavara bhavra, bavara roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara bite hue mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa bite hue mausam ki koi nishani hogi dadr purana koi yad purani hogi dadr purana koi yad purani hogi koi to dastan hogi na roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara hoga koi vada hoga, vada nibhata hoga hoga koi vada hoga, vada nibhata hoga shakho pe likh kar yad dilata hoga shakho pe likh kar yad dilata hoga yad to aati hi hogi na roz roz dali dali, roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara