Hum Roz Dulhan Ban Jate Hai Lyrics
hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai barat kabhi aati hi nahi jis rat ka humko arman hai jis rat ka humko arman hai wo rat kabhi aati hi nahi hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai har sham ko kajre gajre se hum log sajaye jate hai har sham ko kajre gajre se hum log sajaye jate hai mahfil me khiradaro ki tarah kuch log bulaye jate hai kuch log bulaye jate hai sasural se pritm ke ghar se sasural se pritm ke ghar se saugat kabhi bhi aati nahi hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai sine me humare bhi dil hai aur dil me kai arman bhi hai sine me humare bhi dil hai aur dil me kai arman bhi hai rakha sa kavayat jo bhi kaho hum log magar insan bhi hai hum log magar insan bhi hai apne hi liye kyun ulfat ki apne hi liye kyun ulfat ki khairat kabhi bhi aati hi nahi hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai jis aag me jiwan jalta hai wo aag lagi hai barso ki jis aag me jiwan jalta hai wo aag lagi hai barso ki pyasa hai mera man sadiyo se ye bat nahi kal parso ki ye bat nahi kal parso ki jajba ke badal uthate hai jajba ke badal uthate hai barsat kabhi aati hi nahi hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai barat kabhi aati hi nahi hum roj dulhan ban jate hai hum roj dulhan ban jate hai