Hriday Me Jinke Sare Teerath Lyrics
hirday me jinke sare tirath charno me jinke chaaro dhaam hirday me jinke sare tirath charno me jinke chaaro dhaam gyaan ke geeta ke gaayak gyaneshwar ko sab karo prnaam gyaneshwar ko karo prnaam namami he gyaneshwar dayami he gyaneshwar gyaneshwar ko sab karo prnaam gyaneshwar ko karo prnaam namami he gyaneshwar dayami he gyaneshwar jab agyaan aniti adharm ke kaale baadal chhaye tab prakaash ban kar gyaneshwar is dharti par aaye tab prakaash ban kar gyaneshwar is dharti par aaye soi aatmaao ki jagakar amar kar gaye apna naam gyaan ke geeta ke gaayak gyaneshwar ko sab karo prnaam gyaneshwar ko karo prnaam namami he gyaneshwar dayami he gyaneshwar maat peeta bin bacpan beeta yaad aaye ghar se beghar fire bhatakte sau sau kasht uthaye ghar se beghar fire bhatakte sau sau kasht uthaye sau sau kasht uthaye dharam hata kar, karam sikha kar kiya dharam heet sangraam gyaan ke geeta ke gaayak gyaneshwar ko sab karo prnaam gyaneshwar ko karo prnaam namami he gyaneshwar dayami he gyaneshwar unch neech ka bhed mitakar maanav dharam sikhaya daya shama karuna mamta ka pawan path padhaya daya shama karuna mamta ka pawan path padhaya ghar ghar prem ki jyot jagakar purn kar gae apna kaam gyaan ke geeta ke gaayak gyaneshwar ko sab karo prnaam gyaneshwar ko karo prnaam namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar namami he gyaneshwar, dayami he gyaneshwar