Pal Pal Beet Raha Hai Jeevan Lyrics

karta dharta wo hi sabka wo hi ek karta ek bada parivar usi ka yeh sara sansar prem ki boli bol tu mukh se prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se man mein jo prem ka deep jale dur hate sab andhiyara akhand sansar agyan mite faile gyan ka ujiyara faile gyan ka ujiyara is dharti se paap hate is dharti se paap hate aur chamke punay ki purnima kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se jag mein wo sare dhram jo uthe jo hum sab ko bharmaye manav dhram hi saccha hai prem ki raah jo dikhlaye prem ki raah jo dikhlaye ek dusre ki bhulo ko ek dusre ki bhulo ko prem bhaav se karo kshama kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma