Prem Ki Boli Bol Lyrics

karta dharta wo hi sabka wo hi ek karta ek bada parivaar usi ka yeh sara sansaar prem ki boli bol tu mukh se prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se man mein jo prem ka deep jale dur hate sab andhiyara akhand sansaar agyaan mite faile gyan ka ujiyara faile gyan ka ujiyara iss dharti se paap hate iss dharti se paap hate aur chamke punay ki poornima kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se jag mein wo sare dharam jhuthe jo hum sab ko bharmaye maanav dharam hi sachcha hai prem ki rah jo dikhlaye prem ki rah jo dikhlaye ek dusre ki bhulon ko ek dusre ki bhulon koprem bhaav se karo shama kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma