Tu Nahin To Zindagi Main Aur Kya Rah Jaayegaa Lyrics

tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega dur tak tanhaiyo ka, dur tak tanhaiyo ka silasila rah jayega , tu nahi to dard ki sari tahe aur sare guzare hadase dard ki sari tahe aur sare guzare hadase sab dhuan ho jayege ek vaqiya reh jayega tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega tu nahi to yu bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar yu bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar ye bhi hoga khud usi mai ek khala rah jayega tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega tu nahi to dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya ye agar tute kabhi to fasala rah jayega tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega tu nahi to