Jidhar Dekhu Teri Tasvir Nazar Aati Hai Lyrics

jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai jidhar dekhun teri tasavir jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai teri surat meri taqadir nazar aati hai zinda hun mai tere liye jivan tera hai mera hai jo sab hai tera ab kya mera hai meri khushiyo ki tu jagir nazar aati hai jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai bina dekhe bina jaane tan man bandhe jo badhan jo janam janam mar ke juda na ho teri chahat vahi zajir nazar aati hai jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai teri surat meri taqadir nazar aati hai