Tere Daras Ke Pyase (Ii) Lyrics

sara jag tane mare kah ke diwani kise main sunau yahan apni kahnai patthar dil hai bairi jamana patthar dil hai bairi jamana aansu ko samjhe aankhon ka pani aankhon ka pani tere darsh ke pyase naina janmo se tarse janmo se tarse megha barse choumase ye baro maas barse naina baro maas barase