Mohabbat Ke, Suhane Din Lyrics
mohabbat ke suhane din jawani ki hasi rate mohabbat ke suhane din jawani ki hasi rate judai me najar aati hain ye sab khwab ki bate mohabbat ke suhane din jawani ki hasi rate ye tanhai nahi thi is jagah thi pyar ki mahfil ye tanhai nahi thi is jagah thi pyar ki mahfil tere gum se gale mil kar jaha ab ro raha hai dil yahi has-has ke hoti thi kabhi apni mulakaate mohabbat ke suhane din mere maayus hontho pe tere gam ki kahani hai mere maayus hontho pe tere gam ki kahani hai kahani ye nahi gam ki ye ulfat ki nishani hai ye aansu aur ye aahein mohabbat ki saugaate mohabbat ke suhane din jawani ki hasi rate judai me najar aati hain ye sab khwab ki bate mohabbat ke suhane din