Kaisi Bhi Kanya Se Lyrics

kaisi bhi kanya se pad jaye pala naram ho garam ho, jal ho ke jwala kaise khola jaye uske dil ka taala kaise khola jaye uske dil ka taala pesh karo jisko pasand jo masala kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi kaisi bhi kanya se pad jaye pala naram ho garam ho, jal ho ke jwala kaise khola jaye uske dil ka taala kaise khola jaye uske dil ka taala pesh karo jisko pasand jo masala kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi o kudi punjab di, pankhdi gulaab di rani ban jaye agar kabhi tere khaab di chhup chhup jaye ye to jhalak dikha ke hatho se nikal jaye hatho me aake ganne ke khet me usko le ja ke are ganne ke khet me usko le ja ke dil ki kahani kaho ganna chusa ke kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi sundri bengal ki, bade hi kamaal ki sitare na maange usko chiz bhaye jaal ki purab ki naar jane jadu tona aadmi ko rakhe banake khilauna are vash kar lene beta, vash me na hona are vash kar lene beta, vash me na hona machhli dikha ke maango rup ka sona kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi chhori maharashtra ki ya ho gujrat ki kisi bhi subah ki wo chahe kisi jaat ki tikha tikha maange koi mitha mitha khaye aam jaam naariyal kisko suhaye aadmi bechara kaho kya kya jutaye are aadmi bechara kaho kya kya jutaye kela hai akela jo sabhi ke man bhaye kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi kanya madras ki, preet madmas ki dharti pe sabse uttam vastu hai vilas ki dahi vada, rasgulla, kachaudi, samosa samne ho kaisa hi bhojan parosa usko to bhaye bas idli dosa ho usko to bhaye bas idli dosa dosa khilake kaho dede bosa kya wo nat jayegi pat jayegi, kudi pat jayegi lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi padmini ki shakhini, chitrni ki hastini purbi ya pachhimi, utiri ya dakshini duniya ki nariyo me mel hai anutha kisi ko na bhaye piya harjai jhutha padha likha hoke lagaye wo angutha padha likha hoke lagaye wo angutha bhains wahi tike jaha majbut khuta kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi aa kaisi bhi kanya se pad jaye pala naram ho garam ho, jal ho ke jwala kaise khola jaye uske dil ka taala kaise khola jaye uske dil ka taala pesh karo jisko pasand jo masala kudi pat jayegi, pat jayegi kudi pat jayegi, lipat jayegi khud pyar me aake lipat jayegi