Tujhe Ram Kahoon Lyrics

aa aa aa o o tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tu jaanta mujhe kya chahiye tu jaanta mujhe kya chahiye pasara hai maine palla tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah dharti pe jab jab badha paap tab tab logo ne di hai duhai tumne mitakar anyay jag se prem ki jyot jagai nanak kahe mahaveer kahe jhule laal kabhi, kabhi sai jitne hi naam tere utne hi dham par sab me hai ek parchhayi suraj chanda taare dipak sab me tera ujiyara tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah aasha ka dipak jalaye huye aandhi ise na bujha de tere bharose pe chhodi hai naiya dubo de ya paar laga de hum ye na jane bhala kya bura kya kya paap hai punay kya hai hai kaun kya, kiske dil me hai kya ae maalik tu sab jaanta hai antaryami jag ke swami humko tera hi sahara tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tu jaanta mujhe kya chahiye tu jaanta mujhe kya chahiye pasara hai maine palla tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah tujhe ram kahu ya sham kahu ishwar kahu ya allah