Aadmi Diwana Hai Aitbaar Karta Hai Lyrics

aadmi diwana hai atbar karta hai aadmi diwana hai atbar karta hai waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai aadmi diwana hai atbar karta hai thodi si hakikat hai thoda sa fasana hai or kya hai jindagi or kya jamana hai or kya hai jindagi or kya jamana hai aadmi diwana hai diwana hai aadmi diwana hai atbar karta hai aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye ache bure sare din ek din gujar gaye ek sawari aayi thi ek sawari aayegi jindagi jo layi thi maut leke jayegi jindagi jo layi thi maut leke jayegi aadmi diwana hai diwana hai jine ke liye khushi to bahut jaruri hai jine ke liye khushi to bahut jaruri hai thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai ek din marze gum khud masiha ban gaya dard itna badh gaya ke dard dawa ban gaya dard itna badh gaya ke dard dawa ban gaya aadmi diwana hai diwana hai kya janaja hota hai kya barat hoti hai kya janaja hota hai kya barat hoti hai log jama hote hai ek hi bat hoti hai panghat se marghat tak sath mela jayega jo akela aaya hai aaya hai jo akela aaya hai wo akela jayega jo akela aaya hai wo akela jayega jo akela aaya hai wo akela jayega