Mera Tumhara Sath To Sadiyo Ka Sath Hai Lyrics

mera tumhara sath to sadiyo ka sath hai ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai mera tumhara sath to sadiyo ka sath hai ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai meraa tumhara sath to manjil pe aaya karva phir ho gaye araman javan manjil pe aaya karva phir ho gaye araman javan mahsus ye hone laga, kadmo me hain dono jahan jiski mujhe talash thi wo mere sath hai ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai mera tumhara sath to tufan se nikle hain ham, aaya nahi sahil abhi tufan se nikle hain ham, aaya nahi sahil abhi mere tumhare pyar ki ik aur hai manjil abhi shayad hamari maut hi hamari hayat hai ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai mera tumhara sath to