Wo Kaghaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani Lyrics

ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani magar mujhko lauta do bachpan ka sawan wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani magar mujhko lauta do bachpan ka sawan wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani mohalle ki sabse nishani purani wo budhiya jise bachche kehte the nani wo nani ki baato me pariyo ka dera wo chehre ke jhuriyo me sadiyo ka phera bhulaaye nahi bhul saqta hai koi wo choti si raate wo lambi kahani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani kadi dhup me apne ghar se nikalna wo chidiya wo bulbul wo thithli pakadna wo gudiya ki shaadi pe ladna jhagadna wo jhulo se girna, wo gir ke sambhalna wo pithal ke challo ke pyaare se tofe wo tuti hui chudiyo ki nishaani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani kabhi ret ke uche tilo pe jana gharode banana, banaake mitana wo maasum chahat ki tasvir apni wo khwabo khilu ki tabir jagir apni na duniya ka gham tha na rishto ke bandhan badi khubsurat thi wo zindgani ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chin lo mujhse meri jawani magar mujhko lauta do bachpan ka sawan wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani wo kagaz ki kasthi wo barish ka pani