Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Lyrics
jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
zara si pyaas to bujha sharab la sharab la
tere shabab par sada karam rahe bahaar ka
tujhe lage meri dua sharab la sharab la
yaha koi na ji saka na ji sakega hosh me
mitaa de naam hosh ka sharab la sharab la
tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaye ja
na zikr kar hisaab ka sharab la sharab la